Iblees Novelette By Nimra Ahmed

Iblees (ابلیس) is a novelette written by famous female novelist Nimra Ahmed. This 26-pages story first appeared in the Monthly Pakeeza digest in April 2012. 

It is a family drama story teaching some social and moral lessons. It reflects the diversity of human emotions such as love, greed, lust, and revenge. The central message of the story is that you should never trust a Na-Mehrim (نامحرم) person. Islam has answers to all of your problems, and you should put your faith in Allah Almighty.

Nemra Ahmed, the writer of this novel, does not require any introduction to Urdu readers. She has accomplished so much in such a short time. She has written several superhit Urdu novels such as; HaalimNamalMushaf, and evergreen Jannat Kay Pattay. On this website, you can explore All Urdu Novels of Nimra Ahmed.

Download Iblees Novel By Nimra Ahmed in PDF

The book is available to read online – or you can download free the complete Iblees Novelette By Nemrah Ahmed in pdf for offline reading. Please follow the below links to read online or download this book.

Please Note: The links below are only for viewing, educational, and research purposes. We urge you to please purchase the book to support the publisher and the writer.

Download / Read Online
Download Link 1
Download Link 2
Read Online

8 thoughts on “Iblees Novelette By Nimra Ahmed”

  1. First of all munafiq namaz parhte the pichle zamane mein aur kafir bhi Allah par yakeen rakhte the aur sath dosre khudaon ko mante the . Lekin momin woh he ju sach bolta he ye baat mein ne haalim nimrah ke aik aur novel mein parhi. Aur hidayat continuous nahi hoti kabhi barhti he kabhi kam hoti he har roz aik jesi nahi rehti i recommend you ke ap ustad nauman ko sune un ke urdu aur eng dono mein lectures hein.

    Reply
  2. I really enjoyed while reading your novels. Your content your stories your characters your dialogues everything is superb .I am alhumdullilah hijabi know because of janat kai pattay I started learning quran because of mushif.My favourite character is fateh bin ramzal because he is the man I wanted to be . I don’t know how but I am haya suleiman of real life but I don’t have a jihan sikander 🤭. God bless u . U are the reason for massive change in my life

    Reply
  3. Assalamualaikum mojy nai pata myra ya comment nimrah api pass jy ga ky kisi or ky pass bss mojy ak baat pochni ha peer e kamil parhny sy ma namaz ki tarf aai jab ky aab e hayat ma SAAD jo salar ka frnd tha us ka kirdar acha nai batya MUSHAF ma Quran ki taleem di gai jab ky quran ki student ka role farishty acha nai batya is hi tarhan Prof.RAZA hayat ka role bi acha nai baatya gya jab ky us ko bi ak namazi insan btya gya
    Sorry aagy myri koi baat boori lagy too
    Kindly mojy myri baat ka jawab diya jy🙃

    Reply
    • Faiqa Awan zarori nahi k jo insan namazi ho or quran parhta ho wo bura nhi ho sakta agar namaz parhny waly itny achy hoty tu beroh namazo ka islam mai zikar hi nhi ata isi tarha wo log jo quran ki smjh bhoj rakhty hon lekin wo jab tak us p amal nhi karty tu un ko quran ki tafseer k maloom hony ka koi faida nhi Or ye Allah ka karam ha wo jisy chahy hadayat dy or jisy chahy gumrah rakhy

      Reply
    • Faith zindagi phoolon ki saij nhi yeh tou apne suna hoga Islam Kehta hai zindagi kaanton se bhara rasta hqi aur momin ki misaal aise shakhs ki hai jo resham ka libas pehn kar is raste se apna daaman bacha k chalna hai farishte ko Allah ne Quran ka ilm bhi diya aur is ki tarweej ka mouqa bhi but jab us par azmaish aayi us shakhs ki traf se jisse usne mohabbat ki tou woh us azmaish pe poora na utar saki yahan woh haar gayi usne homewrecker banner ko choose kiya yahan usne daaman me kanta chubh gaya aur raha Saad tou uske maamle me Umera Ahmed ne bataya k kis trah log shariyat e Muhammadi ko ghlt interpret krty hain aur kis trah kayi khud ko muttaqi kehne wale log apni parsayi par ghuroor me mubtila ho kar Allah ki raza kho dete hain Saad aur Ahsan Saad ne huqooq e Allah tou Adam kar diya par huqooq up ibad na kar sake balkeh Saad tou apni khilwat ko bhi pakeeza na rakh Saka Zina aur sharabnoshi karne laga huqooq e Allah bhi na Adam kar Saka aur salad riyakaari ka hai woh jitni bhi ibadat kar le niyat diya aur dikhawa hogi tou woh ibadat use nhi bacha sakti

      Reply
      • @faiqa awaan
        Lazmi nhi k namaz Quran prhney waly Ander Sy bhe neik hn ager aisa hota to iblees azazeel Sy shetan na bnta wo bhe to neik tha jannat mein rehta tha Allah ki ibadet kia krta tha but Evel traits ki wja Sy wo jannat Sy nikala gaya issi trhan sy kch insaan bhe hoty hein

    • ap ko pta hai.kuch log Muslim ghar k bachy honey k baad bhi ex-Muslim ho jaty hain.aur kuch non Muslim Muslim ho jaty hain. ap shail adeem ko sunny wo ap ko batya gha ap ko pta hai jb main ne haalim start kya aur Time travel k pta Chala tu mujhe Bora laga k yeh real life main nhi hota but ap ko pta Quran main ek full surat hai time travel ki aur aj k Muslim us phr believe he nhi krta. ap ko batao k bus Namaz phrny se aur Quran k Ilam k pta huna kafi nhi us ko practical kro ab hum jb aj k malvi in sub ko dehky hain tu ap ko pta he ho gha kitna koi practical key hai islam ko. ap socho aj itny log Namaz nhi phrte but start tu kasi ek nhi kya Huga.hum sub ko islam k bary main Humary malvi sub ne buhoot confuse kar dy hai. Islam wo hai he nhi jo aj ki Muslim samaj baty hai hota tu aj islam k yeh haal hota. well mere pass Itna sub kuch hai batany ko but time nhi ap shail adeem k sunny phr nimra Ahmed k noval samaj ay ghy.

      Reply

Leave a Comment