Mala Novel By Nimra Ahmed

Mala ( مالا ) is a novel written by famed female writer Nimra Ahmed. It features a socio-romantic story that reveals the human emotions, feelings, and importance of relationships for a joyful life. It is amongst the most famous socio-romantic Urdu novels. 

Novel’s Story/Summary:

The novel’s story revolves around a boy named Kaif. He was unemployed for a long time, and now he was searching for a job. One day, A unknown person call him and offer a job, and tell him to meet with his boss. When he meets him, he offers a large amount of money for a job. He is given the job of protecting a girl. After this, his life remains not simple, and arise new complications and tribulations in his life.

The novel’s story is gripping and grips the reader from beginning to end. It exits a lasting impression on the reader after reading it. If you are a fan of socio-romantic stories, this is for you.

Nimra Ahmed, the writer of this novel, does not require any introduction to Urdu readers. She has accomplished so much in such a short time. She has written several superhit Urdu novels such as; HaalimNamalMushaf, and evergreen Jannat Kay Pattay. On this website, you can explore All Urdu Novels of Nimra Ahmed.

You might also want to these similar books: Bus Ik Lamha by Ujala Naz, Safar Ki Shaam by Farhat Ishtiaq, Wo Khwab Sa by Rabia Sajid.

Download Mala Novel in PDF

You can read this novel online – or download the complete Mala novel in pdf for offline reading. Please follow the below links to read online or download this book.

Please Note: The links below are only for viewing, educational, and research purposes. We urge you to please purchase the book to support the publisher and the writer.

Important!! – This novel is currently being published in Episodic Form. We shall keep updating this post with release of new episodes. Keep Visiting.

Download Episodes (1-7)Link 1 Link 2
Read Online
Episode 8 Link 1 – Link 2
Read Online
Episode 9Link 1 Link 2
Read Online
Episode 10Link 1Link 2
Read Online
Episode 11Link 1Link 2
Read Online
Episode 12Link 1Link 2
Read Online
Episode 13 Link 1Link 2
Read Online
Episode 14Link 1Link 2
Read Online
Episode 15Link 1 Link 2
Read Online
Episode 16Link 1Link 2
Read Online
Episode 17Link 1Link 2
Read Online
Episode 18Coming Soon

2,771 thoughts on “Mala Novel By Nimra Ahmed”

      • hmara breakup ho gya uskey bad 1 saal ho gya hm milly nh phir uska accident ho gya phir wo koma me chaly gae aur ab 7 mahiney ho gae h unko hosh me aae 😥😥

      • usney suicide hi ki thi aur phir kome me chala gya aur ab alhamdullilah usey hosh aagya h but wo abhi tk theek nh hwa😖😖

      • Almas.. ap mughy bohat achi lgi hain… wrna agr kisi ko ya kahoo k ap Allah sy dr ni lga to wo agy sy bohat batain sunaty hain.. or jb mai ny ap sy ya pocha to mughy bhi ya lga k ab ap koi talkh bat krain gi.. lakin ap k jawab ny mughy bohat khushi di hai😊😊😊

      • thyankyou lekin i think meri jagha koi bhi hita to yahi kehta isme kuch galat to nh h hr kisi ko allah se dr lgta h aur wese bhi agr me logo ke samney mukar jaon to kia faida wo khuda to dekh rha h naa usko to sub pata h to mere maan ne na maan ne se kia hoga ye karwa sahi lekin sach to h naa

      • aur aap meri life me peli insan h jisney ye kaha h k me aapko buhut achi lgi hon wrna me buhut to kia khali achi bhi nh lgti kisi ko sb meri kahani sunkr mujhey hi bura bhala kehty h k tumney galat kiya tum galat ho tumhari galti h hr koi kehta h maa bap nh h naa tabhi aaisi ho gae ho kisi ko bhi meri bat samajh nh aati k mujhsey j0o bhi hwa anjaney me hwa aur me sharminda ho mujhey ihsas h apni galti ka aur me mafi bhi mang rhi hon mujhey yaqeen h mera allah mujhey zaror maaf kryga wo in zalim logon jai9sa nh h jo dil dukhaty h jo dhoka dety h mera buhut acha h mera allah buhut kreem buhut raheem h aur mujhey apny allah pr pora bharoosa h
        but thankyou thankyou sooo much sirf ai kmeri mami hi h jin ko me achi lgti ho jo mujhey sahi se samajhti h aur aaj jb aapney kaha k me aapko achi lgi ho to mujhey kitni khushi hui me bta nh sakti thankyou sadia aap buhut buhut buhut zyada achi allah tala aapko hmesha kush rkhy kabhi bhi aapki aankh me aansoo nh aae ga thank you soooo much

      • nh nh allah na kry k me kisi ko rulao kabhi bhi nh jo log khud apni zindagi me itna roty h na wo kisi ko rulany ka soch bhi nh sakty

      • wese han paglii to hun me lekin ye paglii kabhi rulati nh h ye wo paglii h jo bss khud hi roti rehti h is paglii me itni himat hi nh h k ye kisi ko rulaey 💔

      • mujhey nafrat h mobile se isi ki waja se me aadil se milli thi yahi h wo jiski waja se meney itney khuwab dekhey they mene buhut koshish ki h lekin me mobile ko utha hi nh sakti

      • acha sadia yrrr ab hum dost h naa to plzzz ye aap janat khatam krdo aaisa lg rha h jaisey kisi buhut bary buzurg se bat kr rhi ho 😑

      • me kisi se bhi in touch nh rehti friends meri hain hi nh aur relatives me jo abu ki trf se hoty h matab chachu aur pupho unko to meney aaj tk dekha hi nh aur ammi ki trf se mera sirf aik hi mamu h jiskey ghr me me rehti ho meri ammi ki na koi behn thi nahi koi aur bhai bss aikl hi bhai h unka that’s it 😶

      • Okay dear behna inshallah phir bat hogi kabhi na kabhi kisi na kisi mor pr inshallah Allah hafiz 😘
        Take care 💗
        Fe amanillah ❤️
        Duaon me yaad 🤲
        God bless you 😊

      • Novel bohat acha tha….or Rayan haider bhi..
        Pr novel wali almas ny to intaqam bhi leny ki kodhish ki thi to kia ap ny bhi….

      • yrr merey sath sb kuch wahi hwa h me wese hi gareb thi phir meri mama ki death 😭😭😭😭😭😭 aur phir merey baba ne meri shadi krni chahi phir me bhag kr apney mamu mumani ke ghr chali gae wo buhut ameer they phir mujhey mera ❤AADIL❤ mil gya hm call pr hi bat krty they phir aik din wo pakistan aaya aur phir usney mjhey bracelet diya aur yrr us pr bhi i love u likha tha 😀 phir hmari baty kam hoti gae phir aik din usne saaf lafzon me mujhey keh diya k me time pass kr rha tha phir as usual me buhut roe suiside bhi ki but koi frk naa pra bhi aik din achanak usney tablets khali 😖😖 aur phir pore 2 saal wo komey me tha aur ab taqreeban 7 mahiney hogae h usko hosh aa gya h

        jb meney ye novel prha tha to me shocked thi buhurt zyada shocked mujhey waqae me yaqeen nh aarha tha k koi meri zindagi ki kahani kesey likh sakta h aur wo bhi exact same ……

      • jb usney mujhe chora to me ne khud ko sambhala mene apni hr chez sahi krli mene phir se school me admission lia aur phir aik din mamu ne apni jaidad me se adha hissa mere naam krdia phir aahista aahista me aaisi bn gae k hr koi mere aagey pechey ghomey hr kisi ko mujhey dekh kr rashk aaney lga me ne apni hr cheez change krli utna bethna bat krna dressing makeup hrr cheez se mene khud ko sanwara aur jb usey hosh aaya to wo mujhey pehchan hi na saka jb me hospital me us se millney gae to usney pocha k aap kon ?………. tb mera dil chaha k me btadon isko k me wahi ho jiski tumney to heen ki thi jisko tumney lawaris samajh kr chor diya tha lekin mphir mene socha k choro us bicharey k sath pehley hi buhut bura ho chuka h ab bss to meney usey apna naam rehmat btaya aur tb se mujhey rehmat naam pasand h q k betiyan to allah pak ki rehmat hoti h naa to me bhi bss allah tala ki rehmat ho……

      • aur suna h k wo kisi rehmat naam ki lrki ko dhond rha h lekin mene mamu aur mami ko sakhti se mana kiya h k aap kisi ko nh btaey gi k almas hi rehmat h mami ne sb se kaha h k rehmat hum se adapt kiya h aur almas ko uskey abu lekr chaly gae h aur wese bhi aadil to yahan rehta hi nh h to is liye usey nh pata k wo jis rehmat ko dhond rha h wo uskey ghr me hi rehti h

      • Wao yar😮soooooooo interesting😻….kia waqai ap k sath ya sb kuch hoa hai yaqeen ni a rha k kisi ki real lifi bhi asi ho sakti hai

      • Han waqae me lekin koi yaqeen hi nh krta ab to adat ho gae h sb ko btaney ki wese bhi koi yaqeen to krta nh h sb ko aaisa lgta h k zindagi kabhi itni mushkil nh ho sakti lekin kuch log hoty h jin ki life had se zyada mushkil hoti h jin ko aik aik kadam pr dekh kr chalna prta h 🥺💔 lekin log to log h naa wo phir bhi chup nh rehty wo phir bhi hmary rasty se kanty nikal hi lety h 😭

      • Nh yrrr koi itna zyada typenh kiya meney bsss jitna short ho sakta tha likh liya wrna agr detail me btati to 150 pages ka hota aur baqi k 94 pages shayad merey mustabil ke hoty

        Koi bat nh yrrr koi itna zyada type nh kiya meney me to bsss likhti ja rhi thi jb dekha to pata chala k ye to buhut ho gya

      • Aur wese bhi zindagi aik anjan kitab jaisi h agley page pr kia likha h koi nh janta to kia pata allah miya ne merey naseeb me kuch aur likha ho kia pata me sirf wahi dekh rhi hon abho tk jo me dekhna chahti agey kiya ho ga kisi ko nh pata hum to bss dua hi kr sakty h

      • dekhney waly ko to interesting hi lgy ga naa sehney walon ko pata hota h k asal me ye interesting h yan takleefdey 💔💔

      • right dakhny waloo ko interesting hi lgta hai mughy bhi lga😓… kun k jo takleef sahny waloon ko hoti hai us ka to hm andaza bhi ni kr sakty😔.. is lia mai ya nhi kahoon gi k “I can understand” because i dont….
        mai to ap k lia sirf dua hi kr saktu hoon😢

      • mai ap pr kisi kism ki tanqeed ni kr rhi apki life hai jesy mrzi guzarain…. lakin as a muslim ap ko ya to pta hi ho ga k na-mahram sy batain krna koi achi bat to ni…or kia pta Allah ny ap ko takleef isi wagah sy di ho

      • nh mene nh socha q muhubat na bta kr hoti h na poch kr ye to bss ho jati h aur jb ye last level pr puhunchti h tb pata chalta h k hmsey to muhubat ho gae

      • aur me janti hon k allah tala ne ye taklefey mujhey isi waja se di h lekin us time me gum thi apni muhubat me
        me bhool gae thi k me kia kr rhi ho aur hmarey khandan me to wese bhi czns se bat krna bura nh samjha jata to isliye me bina sochey samjhey bsskrti chali gae lekin phir zindagi ne achanak se thokr mar di😭

      • Aur Thank you soooo much mujhey bhi aapsey aur kuch nh chahiye bsss mere liye dua hi kiya krey k agr ye saza h to kat jae aur agr ye aazmaish h to me ismey pori utron
        Me prhley aaisi nh thi me wo lrki thi jo sirf naam ki musalman thi na namaz na roza na ibadat lekin ab mera dil tot gya h aur ab is tity dil me noor aa gya h ab mujhey apney allah pr pora bharosa h wo kabhi bhi mujhey mayoos nh kry ga

  1. “There is one God” who rules over all the universe.

    God is a Spirit; He is all powerful and loving and kind. “God is love” — and God loves you and wants you to be His child!

    Reply

Leave a Comment